Roman script

champa nahi chameli nahi mai gainda nahi gulab nahi
phir bhi jo dekhe wo bole tera koi jawab nahi
mai ka karu ke mai hu phulbano ji main hu phulbano
ho mai ka karu ke mai hu phulbano ji main hu phulbano
champa nahi chameli nahi main gainda nahi gulab nahi
phir bhi jo dekhe wo bole tera koi jawab nahi
main ka karu ke mai hu phulbano ji main hu phulbano
ho main ka karu ke mai hu phulbano ji mai hu phulbano
sara gav mera naam leke aahe bhare 
jo bhi dekhe meri surat haye haye kare 
sara gav mera naam leke aahe bhare 
jo bhi dekhe meri surat haye haye kare 
jo bhi dekhe meri surat haye haye kare 
koyal nahi papiha nahi mai gito bhari kitab nahi
phir bhi jo dekhe wo bole tera koi jawab nahi
main ka karu ke mai hu phulbano ji main hu phulbano
haye main ka karu ke mai hu phulbano ji mai hu phulbano
kyu zamana hai diwana mera mujhe kya pata
mai hansi hu mai jawa hu isme meri kya khata
kyu zamana hai diwana mera mujhe kya pata
main hansi hu mai jawa hu isme meri kya khata
main hansi hu mai jawa hu isme meri kya khata
sari umar lage na nazar mera aisa to shabab nahi
phir bhi jo dekhe wo bole tera koi jawab nahi
main ka karu ke main hu phulbano ji mai hu phulbano
haye main ka karu ke mai hu phulbano ji mai hu phulbano

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Amitabh Bachchan, Padma Khanna