Roman script

mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal 

gata lahrata jau manjil meri mai na janu 

fir bhi chalta jau mai dhul ka udta badal 

mai dhul ka udta badal gata lahrata jau

manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau

mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal 

dunia mujhko kuch bhi samjhe sabke mai to kam aau

yar ka mai yar bhi hu pyar ka mai sath nibhau

na farishta hu admi hu sabke dil ki roshni hu roshni hu

mai dhul ka udta badal gata lahrata jau

manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau

mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal 

nafrato se dur hu mai pyar meri jindgani

hu sabhi ke dil ka pyara kya budhapa kya jawani

mere piche ye jamana aasma pe aashiyana aashiyana

mai dhul ka udta badal gata lahrata jau

manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau

Explore this song