Roman script

mai bolu piya, mai bolu piya piya 

tu bole jiya jiya, jiya kho gaya

ha ha kho gaya do naino me

haye do naino me

tu bole piya piya, mai bolu jiay jiya

jiya kho gaya

ha ha jiya kho gaya do naino me

haye do naino me

tu ho bahar ho, phulo pe nikhar ho

tere mere nain me, duba hua pyar ho

jo dil ka ek saaz ho,aur dil ki ye aawaz

jiya kho gaya

ha ha jiya kho gaya do naino me

haye do naino me

mai bolu piya piya ,tu bole jiya jiya

jiya kho gaya

ha ha jiya kho gaya do naino me

haye do naino me

do tan ho ek jan ho, do dil me ek arman ho

tere mere pyar ki yahi pahchan ho

jab badal ghir ghir aaye, to dil se nikle haye

jiya kho gaya

ha ha jiya kho gaya do naino me

haye do naino me

andhiyaro me ujiyara ho, ulfat ka mausam nyara ho

tere mere pyar ka, naino me nazara ho

ho taro bhari rat muh se nikle bat

jiya kho gaya

ha ha kho gaya do naino me

haye do naino me

Explore this song