Roman script

meri duniya ko lutaane waale

meri hasti ko mitaane waale

ter dar pe kabhi insaaf bhi hoga

is be-araam duniya me kahi aaraam bhi hoga

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

pyaar ke badle me gham sau baar mila

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

mere haalaat koi na jaane

dil ke jajbaat koi na jaane

mere haalaat koi na jaane

dil ke jajbaat koi na jaane

ho sahare the tanhaaiyon ke

vo khyalaat koi na jaane

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

pyaar ke badle me gham sau baar mila

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

mit gaye mere sapno ke saaye

hue apne aaj paraye

mit gaye mere sapno ke saaye

hue apne aaj paraye

ab wapas mujhe bulale

meri haalat par hasne waale

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

pyaar ke badle me gham sau baar mila

maanga tha pyaar magar, mujhko na pyaar mila

Explore this song