Roman script

aa aa 

santoshi ke bhakto, maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

santoshi ke bhakto, maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

maa santoshi o, hain ye kahti o 

maa santoshi o, hain ye kahti o 

chadh ke chadhaiya, unche parvat jaate ho 

par ghar baithi maa ko, tum yu tadpate ho

dekha nahi hain jisko, usko mante hain

jjisne janma hain, usko thukrate ho 

jjisne janma hain, usko thukrate ho

reshmi chola chunni, mujhe chadhate ho 

fate purane kapade, use pahnate ho 

seva karte meri, use rulate ho 

achcha uske dudh ka, karj chukate ho

achcha uske dudh ka, karj chukate ho

achcha uske dudh ka, karj chukate ho

santoshi ke bhakto ,maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

maa santoshi o, hain ye kahti o 

maa santoshi o, hain ye kahti o

jag me bachho baap hain, jiska vans ho tum

uski kadar na karte, jiska ansh ho tum 

ungali pakad ek chalna, jisne silkhlaya 

usko hi apman ki, aag me jhulsaya 

usko hi apman ki, aag me jhulsaya 

apne kaandhe bitha ke, duniya dikhlai 

pala posha aachi, shiksha dilwai 

usne socha mera, budhapa sanwar gaya 

par beta hi dutkarega, kya tha pata 

par beta hi dutkarega, kya tha pata 

par beta hi dutkarega, kya tha pata 

santoshi ke bhakto ,maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

maa santoshi o, hain ye kahti o 

maa santoshi o, hain ye kahti o

bachcho sun lo baat, tumhe samjhati hu

bhatak gaye ho tumko, raah dikhati hu

usne is duniya me, kabhi na sukh paya 

jisne bhi maa baap ko hain dukh pahunchaya 

jisne bhi maa baap ko hain dukh pahunchaya 

agar apane maa baap ko yu thukraoge 

tum bhi kabhi aulad se sukh na paaoge 

isiliye maa baap ki sewa karo sada 

darshan dungi tumpe hogi meri daya 

darshan dungi tumpe hogi meri daya 

darshan dungi tumpe hogi meri daya 

santoshi ke bhakto, maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

santoshi ke bhakto, maa ki baat suno

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

o o aa aa aa 

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno 

khud me yu na, jhuth kapat ke jaal buno

Explore this song