Roman script

maa ab kaun sune kaun sune

gam ki kahani ab kaun sune kaun sune 

maa pahle hai jo biti huyi

maa pahle hai jo biti huyi

aankho ki jubani ab kaun sune kaun sune

gam ki kahani

mata tujhe paya mere bhagwan ka saya

mata tujhe paya mere bhagwan ka saya

aur mujh pe yaha chhayi hai

dukh dard ki chhaya

aur mujh pe yaha chhayi hai

dukh dard ki chhaya

na din suhane mere na din suhane mere

na rate suhani ab kaun sune kaun sune

gam ki kahani ab kaun sune kaun sun

bapu ne bhi munh mod ke dil tod diya hai

bapu ne bhi munh mod ke dil tod diya hai

kismat ne bhi ab mera sath chhod diya hai

kismat ne bhi ab mera sath chhod diya hai

ek yad teri hai ek yad teri hai 

mere jine ki nishani ab kaun sune kaun sune

gam ki kahani ab kaun sune kaun sun

Explore this song