Roman script

sawan beeto jaye peharawa

sawan beeto jaye peharawara

mann mera ghabraaye

aiso gaye pardes piya tum

kyu chain hume nahi aa aaye

chain hume nahi aa aaye

kyu chain hume nahi aa aaye

chain hume nahi aa aaye

mora saiyaan mo se bole na

main laakh jatan kar haari

lakh jatan kar haar rahi

mora saiyaan mo se bole na

sawan beeto jaye peeharwa

mann mera ghabraaye

aiso gaye pardesh piya tum

chain hume nahi aaye

tu jo nahi to aise piya hum

tu jo nahi to aise piya hum

jaise soona aangnaa

jaise soona aangnaa

naina the haari raah nihare

naina the haari raah nihare

nainan ko tarsao na

nainan ko tarsao na

mora saiyaan mo se bole na

mora saiyaan mo se bole na

main laakh jatan kar haari

laakh jatan kar haar rahi

mora saiyaan mo se bole na

mora saiyaan mo se bole na

pyaar tumhe kitna karte hai

pyaar tumhe kitna karte hai

tum ye samajh nahi paaoge

tum ye samajh nahi paaoge

jab hum na honge to peharawa

jab hum na honge to peharawa

bolo kya tab aaoge

bolo kya tab aaoge

mora saiyaan mo se bole na

mora saiyaan mo se bole na

main laakh jatan kar haari

laakh jatan kar haar rahi

mora saiyaan mo se bole na

mora saiyaan mo se bole na

main laakh jatan kar haari

laakh jatan kar haar rahi

mora saiyaan mo se bole na

mora saiyaan mo se bole na

Explore this song