Roman script
luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke chalne wale chal kahi, baite kyu dil haar ke dil hai to sab raste, piche hai dildhaar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke thandi hawa ka jhoka aake nashe aate hai thandi hawa ka jhoka aake nashe aate hai aise nashe wale milke gujar jate hai baitha hai kyu bekhabar saamane diwar ke dil hai to sab raste, piche hai dildhaar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke tham ja ghame masti me bah ke ye rasta katu tham ja ghame masti me bah ke ye rasta katu hume kya kisi galiya puche kisi se ja ke hum hai apni manjilo, gham hai sab bekar hai dil hai to sab raste, piche hai dildar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke luto maje bahar ke, yahi to hai char din pyar ke
Song details
- Singer: Mukesh
- Singer: Usha Mangeshkar
- Film / album: Burma Road (1962)
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Bupet Raja
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Shaikh Mukhtar
- Actor: Kumkum
- Actor: Vijay Choudhary
- Actor: Moti Sagar
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Uma Dutt
- Actor: Murad
- Actor: Satish
- Actor: Jeevan Kala
- Actor: Ajit
- Actor: Prem Sagar
- Actor: Rajan Haksar
Song video
singer: Mukesh, Usha Mangeshkar