Roman script

lut liya haye lut liya haye lut liya 

lut liya

lut liya haye lut liya haye lut liya 

lut liya

lut liya haye lut liya haye lut liya 

lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

lut liya ghar baar kisi ne lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

do din khel khushi ke khele

do din rahe preet ke mele

do din khel khushi ke khele

mera rotaa rah gaya pyar kisi ne lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

bichhad gayi mil mil ke baahe

ujad gayi nainan ki raahe

bichhad gayi mil mil ke baahe

man ka rup singaar kisi ne lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

mera sapno ka sansaar kisi ne lut liya

Explore this song