Roman script

lut gaya din raat ka aaram kyu

lut gaya din raat ka aaram kyu

aye mohabbat tera ye anjam kyu

lut gaya din raat ka aaram kyu

humne mangi thi mohabbat ki sharab

humne mangi thi mohabbat ki sharab

layi kismat aansuo ka jaam kyu

lut gaya din raat ka aaram kyu

dil samjhta hai ke tu hai bewafa

dil samjhta hai ke tu hai bewafa

aa raha hai lab pe tera naam kyu

aa raha hai lab pe tera naam kyu

lut gaya din raat ka aaram kyu

Explore this song