Roman script

yado ke chand phul najar me khile to hai 

pahle bhi aap hamse kahi par mile to hai

lo sahib fir bhul gayi mai ho lo sahib fir bhul gayi mai

yad mujhe kuch aaya tha aapko jane 

maine apna konsa nam bataya tha

lo sahib fir bhul gayi mai

khul gaya ghunghat uth gaya parda muskil ab didar nahi

khul gaya ghunghat uth gaya parda muskil ab didar nahi

ab dekho ab beech me apne ab koi bhi diwar nahi

mera asli rup yahi hai ho mera asli rup yahi hai

wo to mera saya tha lo sahib fir bhul gayi mai

yad mujhe kuch aaya tha lo sahib fir bhul gayi mai

kab tak jane sath hamare choti si ye rat chale

kab tak jane sath hamare choti si ye rat chale

puri bat kahe dil ki to barso tak ye bat chale

ek najuk sa shisha tha jo ek najuk sa shisha tha jo

pathar se takraya tha lo sahib fir bhul gayi mai

yad mujhe kuch aaya tha lo sahib fir bhul gayi mai

allah allah tauba tauba ye zazbat haye haye

allah allah tauba tauba ye zazbat haye haye

mana meri mahfil me tum apni marzi se aaye

aisa lagta hai jaise ke haye aisa lagta hai jaise ke

maine tumhe bulaya tha ho lo sahib fir bhul gayi mai

yad mujhe kuch aaya tha aapko jane 

maine apna konsa nam bataya tha

lo sahib fir bhul gayi mai

Explore this song