Roman script

lo ji sun lo tumse kehte hai
ab tum bin chain nahi aaye
lo ji sun lo tumse kehte hai 
ab tum bin chain nahi aaye
ye baat kabhi tum bhi kah do 
apni bhi tasalli ho jaye
lo ji sun lo
phir mithe mithe dard ne 
dhire dhire dil ko chhed diya
phir mithe mithe dard ne 
dhire dhire dil ko chhed diya
jaise koi dur khada hokar 
biti baato ko dohraye
lo ji sunlo tumse kehte hai 
ab tum bin chain nahi aaye
ye baat kabhi tum bhi kah do 
apni bhi tasalli ho jaye
lo ji sun lo
us dard ke kurbaan hota hu
us dard ke kurbaan hota hu
jo naam tera lekar uthe
aasu wo maja de jata hai 
jo yaad me teri aa jaye
lo ji sunlo tumse kehte hai 
ab tum bin chain nahi aaye
lo ji sun lo

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mukesh, Surinder Kaur