Roman script
le chal le chal mere jiwan sathi le chal mujhe us dunia me pyar hi pyar hai jaha hum tum hum tum janmo ke sathi hum tum ho jis dunia me pyar hi pyar hai waha le chal jab se najar me aap base hai jab se najar me aap base hai masti si chayi hai aankho me chayi rahe ye masti bas jaye dil ki basti mahki rahe yw wadiya le chal le chal mere jiwan sathi le chal mujhe us dunia me pyar hi pyar hai jaha le chal preet ka bandhan bandh ke tumne preet ka bandhan bandh ke tumne preet pe hi upkar kiya hai ab ye bandha na tute, yug yug ye sath na chute chalta rahe yu karwa le chal le chal mere jiwan sathi le chal mujhe us dunia me pyar hi pyar hai jaha hum tum hum tum janmo ke sathi hum tum ho jis dunia me pyar hi pyar hai waha le chal
Song details
- Singer: Mukesh
- Singer: Hemlata
- Film / album: Vishwas (1969)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Gulshan Bawra
- Actor: Jeetendra
- Actor: Aparna Sen
- Actor: Asit Sen
- Actor: Man Mohan
- Actor: Kamini Kaushal
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Mehmood
- Actor: Rajender Nath
Song video
singer: Mukesh, Hemlata
actor: Jeetendra, Aparna Sen