Roman script

lau lagati, git gati

lau lagati, git gati

deep hu mai, prit bati

lau lagati, git gati

nayano ki kamana, prano ki bhavna

nayano ki kamana, prano ki bhavna

puja ki jyoti bankar charno me muskurati

lau lagati, git gati

lau lagati, git gati

aasha ki pankhuri, shvaso ki bansuri

aasha ki pankhuri, shvaso ki bansuri

thali hriday ki lekar nit aarti sajati

lau lagati, git gati

lau lagati, git gati

kum kum prasad hai, prabhu dhanyavad hai

kum kum prasad hai, prabhu dhanyavad hai

har ghar me har suhagan mangal rahe manati

lau lagati, git gati

lau lagati, git gati

Explore this song