Roman script

lamha lamha tut gaye hai ek apne se ruth gaye hai

manjil pe aane se pahle hum raho se chut gaye hai

lamha lamha tut gaye ek apne se ruth gaye

jin hatho ki hum kismat the un hatho se chut gaye

lamha lamha tut gaye lamha lamha tut gaye

jude hue hath tuti takdir or kya karegi ye lakiro ki janjir

tera mera sath ab na hogi baat tu bhi khafa mai bhi khafa

gum ki kali raat sapne sach hone se pahle 

ek ek karke tut gaye

lamha lamha tut gaye lamha lamha tut gaye

khamoshiya aandhiya ban na jaye 

fasle kahi duriya ban na jaye

darta hu gum ki ibadat na kar lu 

tanhaio se mohabbat na kar lu

gum ke barati aakar ke sukh ko mere lut gaye

lamha lamha tut gaye ek apne se ruth gaye

jin hatho ki hum kismat the un hatho se chut gaye

lamha lamha tut gaye lamha lamha tut gaye

Explore this song