Roman script

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

aaye haye mai sadke jau lalla pe wari jau 

aaye haye mai sadke jau lalla pe wari jau

sadke jau, wari jau sadke jau aaye haye haye

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

chanda jaisa mukhda tera ruyi jaise gaal hain

chanda jaisa mukhda tera ruyi jaise gaal hain

nili nili aankhe teri resham jaise baal hain

jaldi se khele gend balla duaye du mai sadke jau

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

lala ji jiye tora lalla balaye lu mai sadke jau

arey champa bai lala ji se hamara parichay to karwao

hamra parichay to karwao achha tum sab inko apna 

apna naam batao mera naam hai dimpal haye haye 

mai hu jayparda oye hoye mai hu lalita haye haye

shri devi ko bhul gayi kya

mai baby farida chal hat mai chikan rasida

chikan rasida ye to murgi ka salad lagta hai

itna aada tirchha naam tumne kyu rkha hai

na puchho champa bayi badi hi thokar khaayi 

ye baat hai pichhle baras ki main ik din ghar se nikali

film ki shooting dekhan main ik studio pahunchi

phir kya hua

udhr dharmender bhi tha udhr jetender bhi tha

vo mujh pe lattu ho gaye meri beauty mein kho gaye

meri to mar gayi naani sharam se ho gayi paani

huyi dono mein ladayi musimat meri aayi

do mula me ek murgi haram ho gayi

bholi bhali ladki main badnam ho gayi

haye bholi bhali ladki mai badnam ho gayi

nahi haye haye

dono me se aakhir jeeta kaun

suno jeeta dharmendar le gya hotel ke andar

mangaya chiken rasheeda khilaya chiken rasheeda

acha chiken rasheeda khilaya phir kya hua chiken rasheeda

haye bin byahi mai pet se ho gayi

dar dar thokar khau samjh na aaye kisko

is bache ka baap banau mera bacha hai halali

lala tu to hai harami 

tujhko bache ka main baap na bnaugi

tujhko bache ka main baap na bnaugi

gaali pe gaali main dugi agar tum neg na doge

neg na doge gaali pe gaali main dugi 

agar tum neg na doge gyara hjar se niche

ek paisa kam na lungi gyara hjar se niche

ek paisa kam na lungi haye haye jitna tum maal 

doge utni duwaye dungi jitna tum maal 

doge utni duwaye dungi

haye haye tujhko slamat rakhe allah

duaye du mai sadke jau tujhko slamat rakhe allah

duaye du mai sadke jau lala ji jiye tora lalla

balaye lu mai sadke jau lala ji jiye tora lalla

balaye lu mai sadke jau

Explore this song