Roman script

haa haa

laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani

laai khushi ki duniyaa

ab bas me phul ke hai bulbul ki zidagaani

laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani

laai khushi ki duniyaa

apni nazar kaa jaadu

apni nazar kaa jaadu

kyaa puchhte ho hamse

dekho jo muskaraa ke ho jaaye aag paani

laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani

laai khushi ki duniyaa

tum nind ban ke jab se aankho me

aankho me ghul gaye ho

nind ban ke jab se aankho me ghul gaye ho

sapano me naachti hai 

sapano me naachti hai 

hans-hans ke zidagaani

laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani

laai khushi ki duniyaa

dipak ki roshani par

jalate hai kyun patange

jalate hai kyun patange

ek aap kaa hai kissaa

ek hai meri kahaani

laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani

laai khushi ki duniyaa

Explore this song