Roman script

lagi hai ag dil me ankh se aansu baraste hai

tum hamse juda ham tumse juda

tum hamse juda ham tumse juda

duniya me hamara koi nahi

duniya me hamara koi nahi

ulfat ka zamana beet gaya

ham haar gaye jag jeet gaya haye jeet gaya

ab biti hui yado ke siva ab biti hui yado ke siva 

jine ka sahara koi nahi jine ka sahara koi nahi 

kismat ke sitare dub gaye kismat ke sitare dub gaye 

milne ka sahara koi nahi milne ka sahara koi nahi

chhaya hai andhera aa jao

tum leke savera aa jao haye aa jao

rate hai andheri ulfat ki rate hai andheri ulfat ki

ummid ka tara koi nahi ummid ka tara koi nahi

kismat ke sitare dub gaye kismat ke sitare dub gaye 

milne ka sahara koi nahi milne ka sahara koi nahi

Explore this song