Roman script

laage jab se nain laage, laage jab se nain laage

ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage

jab se nain laage ho jab se nain laage

laage jab se nain laage, laage jab se nain laage

ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage

jab se nain laage ho jab se nain laage

o ham unke ghar aake sharma rahe hai

ho kyun khul gaye bhed pachhata rahe hai

bandhane lage na mohabbat ke dhaage 

bandhane lage na mohabbat ke dhaage 

jab se nain laage ho jab se nain laage

laage jab se nain laage, laage jab se nain laage

ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage

jab se nain laage ho jab se nain laage

ho sapne bhi unke ye nindiya bhi unki

ho mera raha kya hui main to unki

sab kuchh mera unke kadmo ke aage 

sab kuchh mera unke kadmo ke aage 

jab se nain laage ho jab se nain laage

laage jab se nain laage, laage jab se nain laage

ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me kyaa hogaa aage

jab se nain laage ho jab se nain laage

o kaisi ajab hai mohabbat ki batiya

ho behosh din hai to bechain ratiya

kaise kahe ham hai soye ke jaage 

kaise kahe ham hai soye ke jaage 

jab se nain laage ho jab se nain laage

laage jab se nain laage, laage jab se nain laage

ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage

jab se nain laage ho jab se nain laage

Explore this song