Roman script
kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye itne huye karib ki ham dur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye itne huye karib ki ham dur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye aisa nahi ki hamko koi bhi khushi nahi lekin ye zindagi to koi zindagi nahi aisa nahi ki hamko koi bhi khushi nahi lekin ye zindagi to koi zindagi nahi kyo iske faisale hame manzur ho gaye itne huye karib ki ham dur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye paaya tumhe to hamko laga tumko kho diya ham dil pe roye aur ye dil ham pe ro diya paaya tumhe to hamko laga tumko kho diya ham dil pe roye aur ye dil ham pe ro diya palko se khvaab kyo gire kyo chur ho gaye itne huye karib ki ham dur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye itne huye karib ki ham dur ho gaye kyun zindagi ki raah me majbur ho gaye
Song details
- Singer: Chitra Singh
- Film / album: Saath Saath (1982)
- Composer: Kuldeep Singh
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Farooq Sheikh
- Actor: Deepti Naval
- Actor: Iftekhar
- Actor: Satish Shah
- Actor: Sudha Chopra
- Actor: A K Hangal
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Rakesh Bedi
Song video
actor: Farooq Sheikh, Deepti Naval