Roman script

kya kya na log chal base

kya kya na log chal base

shauk-e-jamal-e-yaar me

humse hazaaro mit gaye

humse hazaaro mit gaye

halat-e-intzaar me

puri tarah khile na phul

rah gayi dil me hasrate

rah gayi dil me hasrate

baag hi sara jal gaya

baag hi sara jal gaya

aag lagi bahar me

kya kya na log chal base

shauk-e-jamal-e-yaar me

fiki padi hai chandni

tare bhi jhilmilate hain

tare bhi jhilmilate hain

sab hain najar me bekarar 

sab hain najar me bekarar 

dil jo nahi karar me

kya kya na log chal base

shauk-e-jamal-e-yaar me

mit bhi gaye to kya hua

maut hai ek zindagi

maut hai ek zindagi

ek naam aur badh gaya

ek naam aur badh gaya

duniya ki yaadgar me

kya kya na log chal base

shauk-e-jamal-e-yaar me

Explore this song