Roman script

kya humse hua kasur 

kya humse hua kasur 

nazro se kyu gira diya

nazro se kyu gira diya

puchha kabhi na haal-e-dil

puchha kabhi na haal-e-dil

aur sitam bada diya

aur sitam bada diya

kya murda dil ki zindagi 

kya murda dil ki zindagi 

hotho pe aaye kya hansi

o hotho pe aaye kya hansi

meri umange chhin li

meri umange chhin li

tasvir gham bana diya

tasvir gham bana diya

daman-e-dil hai pukarta 

daman-e-dil hai pukarta 

khud pe nahi hai ekhtiyar

khud pe nahi hai ekhtiyar

dil se ye kah raha hai pyar

dil se ye kah raha hai pyar

tumne hume bhula diya

tumne hume bhula diya

kya humse hua kasur 

nazro se kyu gira diya

Explore this song