Roman script

kya hawa chali baba rut badli o baba kya hawa chali re baba rut badli
shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali
kya hawa chali baba rut badli
shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali
kya hawa chali baba o baba rut badli ho baba
pahle log mar rahe the bhukh se abhaw se pahle log mar rahe the
pahle log mar rahe the bhukh se abhaw se
ab kahin ye mar na jaye apni khaw khaw se
are mithi baat kadwi lage galiya bhali 
kya hawa chali
kya hawa chali re baba rut badli
shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali
kya hawa chali o baba
aaj to jahan ki ulti har ek bat hai, ulti har ek bat hai
are hum jo kahe din hai bhai log kahe rat hai, log kahe rat hai
ret me bhi khil rahi hai pyar ki kali kya hawa chali 
kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali
sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali
kya hawa chali o baba
aam me uge khazur neem me fale hai aam aam me uge khazur 
aam me uge khazur neem me fale hai aam
dakuo ne jog liya chor bhaje ram nam
hosh ki dawa karo miya fazal ali kya hawa chali 
kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali
sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali
kya hawa chali baba ho baba rut badli o baba

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Keshto Mukherjee, Kanhaiya Lal, Rashid Khan