Roman script

kunwari saheli tu kya jaane 

shadi ka maza kuchh aur hai 

shadi ka nasha kuchh aur hai 

kunwari saheli tu kya jaane 

shadi ka maza kuchh aur hai 

shadi ka nasha kuchh aur hai 

sach sach bol goriye 

shadi ka kya maza hai 

shadi ka kya nasha hai 

mera chand har raat jalwe dikhaye 

main ghunghat girau wo ghunat uthaye 

is girane aur uthane ka maza kuchh aur hai 

kunwari saheli tu kya jaane 

shadi ka maza kuchh aur hai 

shadi ka nasha kuchh aur hai 

kabhi moz me aake mujhko sataye 

kare jora jori mujhe wo rulaye 

is satane aur rulane ka maza kuchh aur hai 

kunwari saheli tu kya jaane 

shadi ka maza kuchh aur hai 

shadi ka nasha kuchh aur hai 

wo raato ko uth uth ke panv dabaye 

main ruthu to sine se apne lagaye 

is dabane aur lagane ka maza kuchh aur hai 

kunwari saheli tu kya jaane 

shadi ka maza kuchh aur hai 

shadi ka nasha kuchh aur hai

Explore this song