Roman script

saanson ki sargam pe mosam ki shanai 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi 
saanson ki sargam pe mosam ki shanai 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi
chupke se aangan me teri yaad chli aayi
sunke koi aahat main daudi daudi aau 
tumko na pake main chup ho jau 
haye haal dil main ye kisko sunau
haye haal dil main ye kisko sunau
tere bin dil janiya 
dasti hai nagin si ye jalim tanhayi 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi 
saanson ki sargam pe mosam ki shanai
haye jindgi ke kaise din aaye 
soch soch mere ye nayan bhar aaye 
aisa na ho kahi mera rab ruth jaye 
aisa na ho kahi mera rab ruth jaye 
aaja kahi se o janab 
aankho me sawan ki badli si lehrayi 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi 
dur chanmahi majbur mera pyar hai 
roti hai wafaye meri jina duswar hai 
ab to jaha se uth gaya aetbar hai 
ab to jaha se uth gaya aetbar hai 
ruh meri kaid mahiya 
aaja be ranjhna deti hir duhayi 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi 
saanson ki sargam pe mosam ki shanai 
chupke se aangan me teri yaad chli aayi
chupke se aangan me teri yaad chli aayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Arjun Thapar, Jitendra Sahni, Neha Kapoor, Reema