Roman script

rukmani ye chance nahi le

sabka hai man bas ek chumban

rukmani ye kissi ye na de yamma

kuchh pyaar jataate hai

kuchh money dikhaate hai

kuchh flower le aate hai

kuchh drive karaate hai

kuchi kuchi se kuchh na ho 

agar tum bas ye samajho

kuchi kuchi se kuchh na ho 

agar tum bas ye samajho

bin reason se pyaar karo rukmani use hello

please once again

rukmani ye chance nahi le

sabka hai man bas ek chumban

rukmani ye kisi ko na de

main pyaar jataata hoon 

main money dikhaata hoon

flower bhi laata hoon 

use drive karaata hoon

kuchi kuchi bhi karta hoon 

par wo na ye samajhe

kuchi kuchi bhi karta hoon 

par wo na ye samajhe

want to make a family with you only rukmani

look at me

rukmani ye chance kahe le

sabka hai man bas ek chumban

par rukmani ye kissi kyu na de

saare mardon ki bheed mein dekha hai usko

sharmaata sa ghabraata sa maine dekha hai usko

sach kahu to maine apna dil diya hai

par wo aata hi nahi bada silly sa hai wo

saare mardon ki bheed mein dekha hai usko

sharmaate ghabraate maine dekha hai usko

sach kahu to maine apna dil diya hai

par jaake main bolu ye sab kaise usko

rukmani ye chance kahe le

sabka hai man bas ek chumban

par rukmani ye kissi kyu na de

what you say rukmaniye

Explore this song