Roman script

kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main 

kuch to hoga 

dekhkar surat kisi ki aur chala jata hun main 

aur chala jata hun main 

kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main 

kuch to hoga

kya pata wo mujh pe shayad raham karwane lage 

raham karwane lage 

apna haal dekh ke  unko sunata hun main 

unko sunata hun main 

kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main 

kuch to hoga

mera maksad mangna hai wo wo mujhe kuch de na de 

wo mujhe kuch de na de 

apna daman unke aage roj failata hun main 

roj failata hun main 

kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main 

kuch to hoga

mujhse pucho kya maja hai mithi mithi chot mein 

mithi mithi chot mein 

naumide mein umido ka maja pata hun main 

kya kya maja pata hun main 

kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main 

kuch to hoga

dekhkar surat kisi ki aur chala jata hun main 

aur chala jata hun main

kuch to hoga

Explore this song