Roman script

kuch karibi tu mera hai 

kuch kaha sa kuch ankaha sa hai 

ye tujhe bhi to pata hai

kya ye lamha kah raha hai 

dil tumhara sa hai tum mere ho 

ye tum pe hara sa hai 

dil tumhara sa hai 

ye lab aaine me jab tumko dekhte honge 

na jane kitni martaba tujhko chumate honge 

raahe kho si gayi hai mujhko manjil mila de 

is bhatki dhadakan ka jara basar kara de 

mere hosho havas pure bikhare huye hai 

rat jaage khwabo ko jara nind lagane 

dil tumhara sa hai tum mere ho 

ye tum pe hara sa hai dil tumhara sa hai 

dil tumhara sa hai tum mere ho

Explore this song