Roman script

sun sajni kya sajna kuch kehne wala tha mai

par bhul gaya o kuch kehne wala tha mai

par bhul gaya sun sajna kya sajni

o kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

o kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

aa dil ki bate dil ko dhadka rahi hai

aankho pe cha rahi hai hotho pe aa rahi hai

aa dil ki bate dil ko dhadka rahi hai

aankho pe cha rahi hai hotho pe aa rahi hai

chup ho gaya mai ye soch ke magar mai kya kahunga

tujhko hai sab khabar sun sajni kya sajna

kuch kehne wala tha mai par bhul gaya

o kuch kehne wala tha mai par bhul gaya

yaad aaya jo kuch tha mujhko kehna 

hai aisi baat lekin aacha hai chup hi rehna

yaad aaya jo kuch tha mujhko kehna

hai aisi baat lekin aacha hai chup hi rehna

kehna padega per hoke bekarar mai kya karungi

tujhko hai intejar sun sajna kya sajni

kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

o kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

hai baat itni kehna tha sirf itna mai dekh gori tujhse

karta hu pyar kitna hai baat itni kehna tha sirf itna

mai dekh gori tujhse karta hu pyar kitna

ye koi kehne sunne ki baat hai jab se hai duniya 

tu mere sath hai sun sajna kya sajni

kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

o kuch kehne wali thi mai par bhul gayi

sun sajni kya hu kuch kehne wala tha mai par bhul gaya 

o kuch kehne wala tha mai par bhul gaya

Explore this song