Roman script

krishan agar tum radha hote mai hoti ghansham 

bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota

krishan agar tum  radha hote mai hoti ghansham 

bolo kya jab mai kehta murli bajao jab mai kehta murli 

bajao tum kehti chhodo na satao fir milna kal sham 

bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota

sanjh savere murli baja ke sanjh savere murli baja ke

tumhre man me aag lagati tumhre man me aag lagati

fir mai dauda dauda aata mujhko duniya rok na paati

sab karte badnaam bolo kya hota

bolo kya hota bolo kya hota

jab tum aate paniya bharan ko jab tum aate paniya bharan ko

mai tumhri gagar ko chupati mai tumhri gagar ko chupati

fir mai tumhri binti karta or hasi tumko aa jati

sakhiya dharti naam bolo kya 

hota bolo kya hota bolo kya hota

jab tum jamna tat pe nahate jab tum jamna tat pe nahate 

mai chup jati vastr chura ke mai chup jati vastr chura ke 

fir mai suchmuch dubne lagta tum hi bachati mujhko aake

ye hota aanjam bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota

krishan agar tum radha hotemai hoti ghansham bolo kya

hota bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota

Explore this song