Roman script

koyaliya kali hai kali hai

kali hai to kya mitha gane wali hai

kanhaiya bhi to kala tha kala tha

kanhaiya bhi to kala tha kala tha

are gokul me sabhi ke dil ka ujiyala tha

bandariya ki nak chapti nak chapti

nas nas mai janu mai teri dil ka tu kapti

bandariya tujhe kyu khatke khatke

bandariya tujhe kyu khatke khatke

are ram jane nain kyu mere uspe ja atke

gilhari ki puch lambi puch lambi

are puch ko pakad jhul tu ja re pakhandi

fasi kyu tujhe meri choti meri choti

fasi kyu tujhe meri choti meri choti

are choti to hai lambi par tu kad ki choti

hasina tu to ruth gayi ruth gayi

dosti hamari aaj se samjho tut gayi

na na na baba maf karo are maf karo

na na na baba maf karo are maf karo

yad kya rakhoge tum hamne kiya maf chalo

are chalo na

Explore this song