Roman script

koi to sune mere ghum ka fasana

kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana 

kafas mein aye bul-bul  

jee bhar ke ro le tu, jee bhar ke ro le

kafas mein aye bul-bul  

jee bhar ke ro le tu, jee bhar ke ro le

chuman mein tera jal gaya ashiyana

kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana

koi to sune mere ghum ka fasana

kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana

kasam hai tumhe meri, haye kasam hai tumhe

meri barabadiyon ki, han barabadiyon ki

meri mout par tum na ansoo bahana

kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana

koi to sune mere ghum ka fasana

kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana

Explore this song