Roman script

koi samjhega kya 

jab tum na samjhe dasta meri 

meri fariyad ke tale 

jala dali juba meri 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

dile barbaad ka afsana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

dile barbaad ka afsana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

mujhe apna banakar 

yun nigahe fer li tumne 

kaha jaau main is dar se 

ey socha hi nahi tumne 

toda kyu tute dil ko 

toda kyu tute dil ko 

mer gam ko nahi pahchana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

dile barbaad ka afsana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

koi mera banega 

ya mere dil se juda hoga 

mohabbat ye to batla de 

mera anjaam kya hoga 

dil na ro ae dil na ro 

dil na ro ae dil na ro 

mukaddar me hain thokar khana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko 

dile barbaad ka afsana 

unko lena tha tumko, unko lena tha tumko

Explore this song