Roman script

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal 

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal 

duba savera ho chhaaya andhera ho 

maula dikha de rasta

gum ka ye saaya ho khushiyo pe chaaya ho 

maula dikha de rasta

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal 

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal 

duba savera ho chhaaya andhera ho 

maula dikha de rasta

gum ka ye saaya ho khushiyo pe chaaya ho 

maula dikha de rasta

waqt jo beeta hai yaad aa gaya

aankhon mein baarishe barsa gaya

woh din woh raatein woh mulaakaatein

yaadon mein hai bas woh saari baatein

rishtein na tute ho daaman na chhute ho

maula dikha de rasta

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal

khauf ke saaye mein hai jindagi 

har taraf hai khadi yeh bebasi

ab hai sahaara bas in duwaayo ka 

ab tu hi mode rukh in hawaayo ka

tujhko bulaaye ho sun le sadaaye ho 

maula dikha de rasta

koi na jaane kya hoga kal 

kaise honge aanewaale pal

duba savera ho chhaaya andhera ho 

maula dikha de rasta

gum ka ye saaya ho khushiyo pe chaaya ho 

maula dikha de rasta

Explore this song