Roman script

koi matvala aaya mere dware 

koi matvala aaya mere dware 

ankhiyo se kar gaya ajab ishare

ankhiyo se kar gaya ajab ishare

koi matvala aaya mere dware

koi matvala aaya mere dware

jab se gaya hai bhola bachpan

akhiya chanchal natkhat hai mann

ab nahi kuchh bhi bas me hamare

ab nahi kuchh bhi bas me hamare

o koi matvala aaya mere dware

koi matvala aaya mere dware

ankhiyo se kar gaya ajab ishare

koi matvala aaya mere dware

raat raat bhar nind naa aaye 

bin chaahe wo yaad aa jaaye

kaatu ratiya gin gin taare 

kaatu ratiya gin gin taare

koi matvala aaya mere dware

koi matvala aaya mere dware

ankhiyo se kar gaya ajab ishare

ankhiyo se kar gaya ajab ishare

koi matvala aaya mere dware

koi matvala aaya mere dware

Explore this song