Roman script

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

is duniya me sab pagal hai

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

is duniya me sab pagal hai

paiso walo ko dekho jinke hai mote pet

dande karte hai khote aur kahlate hai seth

din ke ujhiyale me karte hai kala bazar

fir bhi duniya pagal kahati unko sahukar

o mere bhaiya kahati sahukar

o bhai jaan kahati sahukar

mai hu sahukaar bhaiya mai hu sahukaar

maine ye ucha kaam kiya

baap ka ucha naam kiya hai

chorahe par dol baja kar

tera ghar nilam kiya hai

mujko maro arey bhai mujhko maro

milkar maro aao aao sab milakr maro

jhadu maro jhute maro 

pathar maro kankar maro

maro maro maro, sab milakar maro

arey baithe kya ho o bhaiya uth ke maro na

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

koi mera sher suno

khuda ke liye koi mera sher suno

haay koi nahi sunta

kon karta dosto duniya me shayar ki kadar

ghumate firte hai ye shayar ke bacche dar badar

kon karta dosto duniya me shayar ki kadar

koi kadar nahi jane ram

haye rama luth gaye haye rama haye rama

kadar nahi ja, kadar nahi ja

jani jani jani jani o jani jani

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

aja aja pukaru mai bandi asha

bandi astbal me

mujhe baap ne ghar se nikala

kar diya muh mera kala

kar diya muh mera kala

o dhere dhere

kar diya muh mera kala haye aja ji

kar diya muh mera kala

aja ji aja ji aja aja ji

o mera nila patang kare dunshman se jang

are deko dekho dekho

are dekh liya duniya ka mela log hai rang rangeele

koi kam hai koi jayada

par sabke purje dheele

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

is duniya me sab pagal hai

koi ek aana koi do aana

koi teen aana koi char aana

Explore this song