Roman script

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane 

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane 

is dil me kya kya armaa the 

wo jaan se pyara kya jane 

is dil me kya kya armaa the 

wo jaan se pyara kya jane 

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane 

ek aash bandhi thi tut gayi, haye tut gayi

haye kismat humse ruth gayi, haye ruth gayi

kyu chamka tha kyu tut gaya 

takdir ka tara kya jane 

kyu chamka tha kyu tut gaya 

takdir ka tara kya jane 

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane 

gam ki kaali raate hogi, raate hogi

diwaro se baate hogi, baate hogi

ae darde mohabbat kya hoga 

anjam hamara kya jane

ae darde mohabbat kya hoga 

anjam hamara kya jane

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane 

is dil me kya kya armaa the 

wo jaan se pyara kya jane 

koi dard hamara kya samjhe 

koi haal hamara kya jane

Explore this song