Roman script

koi bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

bana aaj apna 

bana aaj apna

sukh me aankhe band ho rahi

khule hraday ke dwar

do man milkar ek huye hain

do do naina char

do do naina char

char nain dekhe hil mil kar

ek madhur sapna

bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

bana aaj apna 

char charan par panch ek hai

char agar do baat

ek geet me bandhti jati

char chandni raat

char chandni raat

madhur preet ki phulmala par

pren naam japna

bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

bana aaj apna 

prem hindola jhule hil mil

dekh kadam sikha

prem hindola jhule hil mil

dekh kadam sikha

nache ritue chham chham ke

bhare baah me baah

bhare baah me baah

baar baar naino ka milna

palko ka jhapna

bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

koi bana aaj apna 

bana aaj apna 

bana aaj apna

Explore this song