Roman script

hoti hai kaisi bhalan bebasi jana hai maine toh bas ye abhi 

le chali jane kaha zindagi kitni bate aadhi adhoori 

kitni bate hain jo tumse na keh paya main

mujhe mili wahan wafa jahan sanse hui hai khafa

muthi se pani ki tarah bahi ummede wo teri meri sabhi

muthi se pani ki tarah bahi ummede wo teri meri sabhi

ab ye manzar hai sab banzar hai

kya zamee kya falak aur kya jaha

kitni bate aadhi adhoori kitni bate hain

jo tumse na ke paya main 

lamhe wo aankhon se risane lage yadon me sab meri jo the jame 

lamhe wo aankhon se risane lage yadon me sab meri jo the jame

woh tadapte hain mujh se ladte hai hashr hoga ye na tha pata

Explore this song