Roman script

kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai

kisi ke pyar me kho jana kho jana

kisi ka ho jana kisi ka ho jana

kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai

kisi ke pyar me kho jana kho jana

kisi ka ho jana kisi ka ho jana

kya yahi hai vo ada jisme haya ka hai surur

kya yahi hai vo nasha jisme hazaro dil hai chur

kya yahi jo dil me rahkar bhi hai dil se dur dur

kya iski jyot se faila mera naine noor

kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai

kisi ke pyar me kho jana kho jana

kisi ka ho jana kisi ka ho jana

kya yahi hai vo nigah jispe fida andaj hai

kya yahi hai vo sada jispar wafa ko naaz hai

kya rasile geeto ka surila saaz hai

kya duniya ki khushiyo ka ye suhana raaz hai

kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai

kisi ke pyar me kho jana kho jana

kisi ka ho jana kisi ka ho jana

kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai

kisi ke pyar me kho jana kho jana

kisi ka ho jana kisi ka ho jana

Explore this song