Roman script

aa o kisne mujhe sada di kisne mujhe pukara

awaz dene wale awaz de dobara

maine tumhe sada di maine tumhe pukara

tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara

har sham jgamagaye taro bhare gagan mein 

har subah muskurau phoolo bhare chaman mein

bankar diya jalu main beor anjuman mein 

mujhko na dur samjho main hun tumhare man mein 

karti nahi tamanna dil se kabhi kinara 

tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara

Explore this song