Roman script

kisne lubhaya kisne lubhaya kisne lubhaya
mera mn kisne lubhaya kisne lubhaya
aankho se isharo se mujhe kisne lubhaya
aankho se isharo se mujhe kisne lubhaya
kisne lubhaya kisne lubhaya kisne lubhaya
mera mn kisne lubhaya kisne lubhaya
rah rah ke mere rah rah ke mere 
khwab me aata hai aaja tu 
rah rah ke mere 
khwab me aata hai aaja tu 
man me mere taar bjata hai aaj tu 
man me mere taar bjata hai aaj tu 
jhule pe umango ke jhule pe umango ke
mujhe kisne lubhaya kisne lubhaya 
kisne lubhaya kisne lubhaya
mera man kisne lubhaya
aaya tha koi dur se aaya tha koi dur se 
mehmaan ban gya
aaya tha koi dur se mehmaan ban gya
anjaan tere dil ka anjaan tere dil ka
anjaan tere dil ka armaan ban gya
armaan ban gya
ye kaisi shraarat ye kaisi shraarat 
ye kaisi shraarat meri duniya badal diya 
naino ki nind aaj
naino ki nind aaj kisne churaaya 
kisne churaya
kisne lubhaya kisne lubhaya
mera man kisne lubhaaya kisne lubhaaya 
paaya hai maine kya kya paaya hai maine kya kya
khoya hai maine kya kya mai janti hun dil me
mai janti hun dil me hota hai tere kya kya 
mai janti hun dil me hota hai tere kya kya
ye dil ka bhed mujhko
ye dil ka bhed mujhko kisi ne naa btaya
kisne lubhaya kisne lubhaya
mera man kisne lubhaaya kisne lubhaaya

Song details

Song video

Watch on YouTube