Roman script

jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad

hume aati hai unki yaad hume

jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad

hume aati hai unki yaad hume

apne begaane chhod gaye de gaye hume duniya ke gam

takdir me rona likha hai, takdir ko kyo na roye hum

takdir ko kyo na roye hum

jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad

hume aati hai unki yaad hume

arama bhare dil ki duniya basne se pahle ujad gayi

basne se pahle ujad gayi

jo preet badariya chhai thi

bin barse hi vo gujar gayi

bin barse hi vo gujar gayi

jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad

hume aati hai unki yaad hume

kit jaaye tute dil ko liye

hum duniya ke thukraaye hai

hum duniya ke thukraaye hai

naa tadap mite na dard ghate

vo chot jigar pe khaaye

vo chot jigar pe khaaye

jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad

hume aati hai unki yaad hume

Explore this song