Roman script

kisne cheda man ka tar

kisne cheda man ka tar

aaj sunayi deti hai kyu

aaj sunayi deti hai kyu

mithi si jhankar

kisne cheda man ka tar

aaj sunayi deti hai kyu

mithi si jhankar

kisne cheda man ka tar

chupke karta koi ishare kiske do naina matware

dekh rahe mujhko chip chip kar

bhare najar me pyar kisne cheda man ka tar

baj chuki jab payal cham cham

man ne li angdayi us dam ghunghru ke rukh

run jhun run jhun sur me jhum utha sansar

kisne cheda man ka tar

gunj rahe hai ab tak man me

masti bhare rasile nagme

pahuch gayi lo unka namn meri prem pukar

kisne cheda man ka taar

Explore this song