Roman script

kismat ka khel dekho kaha hame layi 

baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

koi nasib wala jaye sasuraal re 

koi nasib wala 

koi nasib wala jaye sasuraal re 

wapas wo ghar ko laute, hoke malamal re 

wapas wo ghar ko laute, hoke malamal re 

kaise hain ham diwane

le aaye hain pagal khane

nani ki chood bhaiya, nani yaad aai 

baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

ek se ek yaha dekho banda khash hain 

ek se ek yaha

ek se ek yaha dekho banda khash hain

koi hain mugle-e-aajam koi devdas hain 

koi hain mugle-e-aajam koi devdas hain 

ha lau aaye base more manwa

koi hain taan leta, koi farmaan deta

takht na taaj phir bhi kare badshahi 

baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

shero ki takkar hain ji, kushti ka ye ring hain 

shero ki takkar hain ji

shero ki takkar hain ji, kushti ka ye ring hain 

koi king kang yaha koi dara singh hain

koi king kang yaha koi dara singh hain

kushti ki chaal dekho

union ka kamal dekho                      

dekhi na hogi aisi haatho ki safai 

baithe bithaye bhaiya kaisi saamat aai 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye 

ham to mare gaye mare gaye mare gaye

Explore this song