Roman script

kisi se pyar karna zindagi barbad karna hai

jara sa muskura ke umar bhar fariyad karna hai

mohabbat me hasi do din ki rona jindagi bhar ka

mohabbat me hasi do din ki rona jindagi bhar ka

badi bedard hai dunia ho badi bedard hai duniya 

bada jalim jamana hai

magar is raaj ko barbad hoke jana hai

mohabbat me hasi do din ki rona jindagi bhar ka

jawani me tabiyat pyar se kam baj aati hai

jawani me tabiyat pyar se kam baj aati hai

mere tute hue dil se yahi aawaz aati hai

yahi aawaz aati hai mohabbat me hasi do din ki 

rona jindagi bhar ka mohabbat me hasi do din ki 

rona jindagi bhar ka

Explore this song