Roman script

kisi ne jaadu kiya main karu kya

mera man moh liya main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

mera man moh liya main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai

meri aahein bhi vaha beasar hai

kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai

meri aahein bhi vaha beasar hai

kub hai ye adaa mai karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

mera man moh liya main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

raat mushkil se kate din hai bhaari

sada aankho me rahe chhab vo pyaari

raat mushkil se kate din hai bhaari

jina ab unke bina hua mushkil

jaan hai unme baii unhi ka dil

mujhe kya ho chala main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

pyaar chhupta nahi main kya chhupaau

kahe to chir ke dil main dikhaau

pyaar chhupta nahi main kya chhupaau

kahe to chir ke dil main dikhaau

husn de ke bhala main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

mera man moh liya main karu kya

kisi ne jaadu kiya main karu kya

Explore this song