Roman script

kisi ko deke dil koi nawasanje fughan kyu ho 

na ho jab dil hi sine me to phir munh me juba kyu ho

yahi hai aazmana to satana kisko kahte hai

adhuke ho liye jab tum to mera imtihan kyun ho

wafa kaisi kaha ka ishq jab sar fodna thahra

to phir ae sangdil tera hi sange aasta kyun ho

wafa kaisi kaha ka ishq jab sar fodna thahra

to phir ae sangdil tera hi sange aasta kyun ho

Explore this song