Roman script

kisi ki aankh ke aansu hai, sitaare na kaho

najar ka dhoka hai tum, inako najaare na kaho

yeh murawwat hain jo milate hain, muhabbat toh nahi

woh kisi aur ke hain, unako hamaare na kaho

nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho

lagi jo thik hi maujon ki khel mein tut pade

ghani ghani se ye tufan hai, kinaare na kaho

najar ka dhoka hai tum, inako najaare na kaho

Explore this song