Roman script

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

gila ham kya kare iska hasino ki ye aadat hai

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

jo dil ko churaye usi ko dil chahe

azab hai fasana dil ka

jo apna banaye usi ka ban jaye

ye chalan hai purana dil ka

chalan hai purana dil ka

kasam apni ke is dil ki badi bholi tabiyat hai

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

nigahe katilana adaye jalimana

to jaye najrana hi sahi

kisi pe mar jana hai jine ka bahana

dil apna diwana hi sahi haye diwana hi sahi

mare na dil khushi se yu ye katil dil khubsurat hai

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

najar takraye to sar ko jhukaye

sharam ke bahane se koi

gajab or dhaye hasin bana jaye

badan ko churane se koi churane se koi

ye sharmana ye ghabrana ada hai ya kayamat hai

kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai

Explore this song